Khush to bahot hoge tum

Khush to bahot hoge tum,

Ki forward karne ke liye SMS mil gaya,

Magar aab kya karoge...?

Jab msg me kuch bhi nahi mila...?

Ha ha ha ha


Dosti kro college wali se,

Dosti kro college wali se,

Ishq larao office wali se,

Flirt kro pros wali se,

Pyar kro dilwali se,

ankh larao sali se,

aur maar khao ger wali se.


Jo juldi mile woh hai

Jo juldi mile woh hai gum,

jo dair se mile woh hai paisa,

jo kisi kisi ko mile woh hai pyar,

jo kismat se mile woh hain AAP.


Life is like math. Friends

Life is like math.

Friends ko plus kro ,

dushman ko minus kro,

khushion ko multiply kro,

Gham ko divide kro,

aur hamesha muskrao.


Aap aik brilliant, beautiful, genius,

Aap aik brilliant,

beautiful,

genius,

smart,

nice,

gud looking,

intelligent,

respectful,

kind,

ideal larkay/larki ka sms par rahe ho.


5 great people: 1.Quaid, woh

5 great people:

1.Quaid, woh to ab rahe nahi

2.Wasim Akram woh kisi kaam ka nahi,

3.Aishwarya Rai, apni pohanch say bahir.

Baqi rahe aap aur hum So keep in Touch


Wife- i will die. Husband-

Wife- i will die.

Husband- i will also die.

Wife- Why do you want 2 die?

hosband- bcoz ma itni khushi bardasht nahi kar sakta:!


Sardar going with his sister,

Sardar going with his sister,

Some shouts "Oye, mashoka le ker kahan nikle"

Sardar gets furious & slap him & says" Oye. mashoka hogi tero. Meri to behan hai"!


A Sardar went 2 hotel,

A Sardar went 2 hotel, ordered chiken, Waiter comes with the order, Surdar:Murgi di taang kithe hai? Waiter:Woh langra tha. Surdar: Dil? Waiter:Dil murgi le gayee. Surdar: Dimaag? 


Message pe message bhejte ho,

Message pe message bhejte ho, bhej bhej ke bheja kharab karte ho, bhejte ho toh bhi kya bhejte ho, khud ka bheja to chalta nahi dosron ka bheja hua bhejte ho!!


Suchta tha har mor per

Suchta tha har mor per aap ka intezar karenge.. per, per, per, per, per, per, per, per, per, kambhakat sadak hi sidhi nikli.


Fikr-e-Aadam se ye mashroot kiya

Fikr-e-Aadam se ye mashroot kiya ja sakta hai

Aatish-o-aab ko makhloot kiya ja sakta hai


Tasht-e-mareekh se har roz sadaa aati hai

Zindagi ko yahaan marboot kiya ja sakta hai


Koozah gar chaak pey rakhi hui matti ki qasam

Soorat-e-mehar ko makhroot kiya ja sakta hai


Ik shoaa zohra se phainkein to zameen ka kunba

Garmi ishq se mehboot kiya ja sakta hai


Zabt ki dahaat panapti hai isi matti mein

Jism lohey se bhi mazboot kiya ja sakta hai


Munfarid khatt mein agar naam kabhi likhna ho

Najam key meem ko manqoot kiya ja sakta hai


Dowlat Miti Kr Trah Hoti

Dowlat Miti Kr Trah Hoti Hey Aur Miti Paon Key Neechey Hi Honi Chahiey.

Sar Per Chirhao Gay To Kaber Ban Jay Gi Aur Zinda Logon Ki Kabrain Nahi Hotin


Sitaray Aag ka angara hen

Sitaray Aag ka angara hen

kia tmhe yaqeen he?

Waqt kabhi rukta he kabhi chalta he

Kia tmhe yaqeen he?

Sab sachai jhoot he

Ki tmhe yaqee hem

mjhe tmse mohabbat he

kia tmhe yaqeen he?