Ad Code

Urdu Sms Messages | Hindi Sms Messages | Urdu Sms Text Messages | Urdu Sms Jokes | Funny Urdu Sms Messages | Urdu Sms Urdu Sms For Your Mobile | Hindi Sms Jokes | Funny Hindi Sms Messages | Hindi Sms For Your Mobile Phone | Urdu Hindi Messages | Sms In Urdu | Sms In Hindi | Latest URDU Shayari

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages  and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

People need love according to age, age

People need love

according to age,

age 18 to 28 DINRAAT,

age 28 to 38 ROZRAAT,

age 38 to 48 JUMAYRAAT,

age 48 to 58 EID SHABRAAT,

age 58 to 68 ONLY GAL BAAT,

& above 68 BURI BAAT.  


Roya hai dil aankh muskurai

Roya hai dil aankh muskurai hai, yun hi humne wafa nibhai hai, jo na ek lamha bhi humein de paye, uski khatir humne saari umar gavai hai...


Kyun rulaate ho humien ?

Kyun rulaate ho humien ? Kyun bhool jaate ho humien? Tere hee sahaare to jee rahe hain hum.. To phir kyun akela chod jaate ho humien?


Roya hai dil aankh muskurai

Roya hai dil aankh muskurai hai, yun hi humne wafa nibhai hai, jo na ek lamha bhi humein de paye, uski khatir humne saari umar gavai hai...


Ankho me ansu hain,Pir bi

Ankho me ansu hain,Pir bi labo pe muskan hai.. Jeena jab har haal me hai,To haske jeene me kya nuksan hai. sonia,


DIL KO SAHARA HAY TO

DIL KO SAHARA HAY TO ANKHO KO SABAR NAHI

MUHABBAT JIS SAY HAY OS ZALIM KO KHABAR NAHI


Hawa ki dor jo ulajthi

Hawa ki dor jo ulajthi onglion say kabhi

hum aasman par tera naam tak saja dethay

humaray aks may hothi jo zakhm-e-dil ki jalak

hum aayihnay ko bhi apni tarah rola detay 


mat dekh kisi chehrey ko

mat dekh kisi chehrey ko hikaarat kee nazar se,har chehrey mein kisi ka mehboob chuppaa hota hai 


Dunia jise neend kehti hai,

Dunia jise neend kehti hai,

jane wo kya cheezhai,

Aankhe to hum bhi band karte hai....

par wo aap se milne ki tarkeeb hai


"wade pe wo hamare aitbar

"wade pe wo hamare aitbar nahi karte ,hum zikr-e-riste sare izhar nahi karte,darta hai dil uski ruswai se,wo sochte hai ki hum unse pyar nahi karte."


Apnay haton ki lakiron main

Apnay haton ki lakiron main basa le mugh ko..main hoon tera naseeb apna bana le mugh ko, Main hoon gar khaar to chal mugh se bacha kar daman,, main hoon jo phool to Balon main saja le mugh ko...


Youn teri tammana mere dil

Youn teri tammana mere dil ko dukhaati rahi

jab bhi muskuraana chahaa aankh bhar aati rahi

umeedon ne banaa-banna ke tode mere khwaab

baharon mein dil ki kali khil ke murjhaati rahi..

thar-rati rahi ye sard palken garm ashqon se..

aag paani se mil ke dhuven khoob udaati rahi

na milaa koi saharaa hi na thaama kisi ne haath

zindagi kadam-kadam pe thokaren khaati rahi.

ab kuch nahin hai baaki unki chaahat ke sivaa

aise gaye hain voh ke dil k har khushi jaati rahi

honth to dekhe mere tune muskuraate ae sanam

zara dekh leta aankh bhi jo ashq bahaati rahi

vo khaa kar gaya tha kasmein ise bhuul jaane ki.n

"Adil" ko phir bhi uski yaad kyon aati rahi


Usko chhaha bhi to ikraar

Usko chhaha bhi to ikraar karna na aaya.

Kkt gai umr saari hamein pyaar karna na aaya..

Usne maanga bhi agar kuchh to judai maangi ;

Aur.. hamen inkaar karna na aaya


jabse dekha hai usku mere dilse

jabse dekha hai usku

mere dilse uska khayal nahin jata

hum beshak uske nahin hai magar

lekin mere dil se uska khayal nahin jata

toote huve is dil ko kaun samjhaye ki,vo na mil payegi tumhe.

lekin kya karu,mere dilse uska khayal nahi jata.

kosish to bahut karte hai hum ke bhool jaye usko

lekin kya karu,mere dilse uska khayal nahi jata.


Tere Dil Ko Chhu ke

Tere Dil Ko Chhu ke Hawa Jo Guzre Kabhi

Samj Lena Hum ko Yaad Teri Aayi Abhi

Humne Socha Kese Tum ko Pata Chale

Boli Hawa Mein Dila ke Ehsaas Aai Abhi

Saath Tere Chalti Rahe ghi Yoon Ye Fiza

Jese Meri Dhadkan Dil Mein Samai Abhi

Dekh ke Diwaane Tum ko Hum Ho Gaye

Nazaron Pe Meri Aawarghi Hai Chai Abhi

Lag Rahi Hoon Khush Mein Aaj Kion Itni

Lagta Hai Usne Kismat Meri Banai Abhi.


maray pass taray yadoon kay

maray pass taray yadoon kay siwa kuch bhi nahi

jasay sahil pay hawaoo kay kay siwa kcuh bhi nahi

raat main andaray kay siwa kuch bhi nahi

aur din masti kay siwa kuch bhi nahi

jasay suraj kirnoo kay siwa kuch bhi nahi

aur chand chadani kay siwa kuch bhi nahi

sangeet main sath suroo kay siwa kuch bhi nahi

kair ek sur main zindagi kay siwa kuch bhi nahi

jasay kainaat main taray bina kuch bhi nahi

mari zaat tari zaat kay siwa kuch bhi nahi

seenay main dil kay siwa kuch bhi nahi

aur dil main tari yaad kay bina kuch bhi nahi

baja kay nazaam bhi apni jaga mukamal hain

laikeen jo soch kay mehloo main ghazal main hain 


Tumhein apaane ke liye har

Tumhein apaane ke liye har imtihaan denge hum

Humein kabhi aazmaa kar tu dekho

Tum kehte ho ke bohat mushkil hai mujhe apnana

Ek baar hamein apna banaa kar tu dekho


gumo mai hasne wale ko

gumo mai hasne wale ko rulaya nhi jata.

lehron sy paani ko hataya nhi jata.banany waly ban jaty hainapne.kisiko keh ker apna banaya nahi jata 


jaam tutne ka bahana na

jaam tutne ka bahana na ker,

hm to teri ankhon sy pee lyn gy,

tu mat aa lakin aane ka wada tu ker,

hm tery intazar mai he ge lyn gy


milnay sy darta hai dil

milnay sy darta hai dil iqrar ho na gy

na milo hm sy ziyda kahin piar ho na gy

nazroon ka teer dil k kahin paar ho nagy

na milo hm sy ziyda kahin piar ho na gy]

kahin zeena merna dashwaar ho na gy

no milo hm sy ziyda kahin piar na gy

ankhon ke zaban wo samaj

ankhon ke zaban wo samaj nhi paty.hoont magar kuch keh nhi paty.apni bebasi kis tarah kahyn.koi hai jis k bina hm reh nhi paty.


youn hee aankhoon say aansoo

youn hee aankhoon say aansoo behtay naheen. kisee oor ko ham apna kehtay naheen. eik tum hee hoo jo zindgee main rook say gay hoo. warna rooknay k liay ham kisee ko kehtay naheen. 


Zindgi mein kabhi tension mat

Zindgi mein kabhi tension mat lena,Bindas hoke I LOVE U kehna,Agar rose ke badle sandle mile,To kehna pyari Behna sada kush rehna...


Dosti ke liye Dosti ki

Dosti ke liye Dosti ki saugat hogi,Nayi baat hogi,Hum har haal mein muskurate rahenge,Tumhari Dosti agar yunhi saath hogi...  


Na khwabon me dekha, na

Na khwabon me dekha, na nazaron me dekha,

Hazaron me ek humne tum hi ko dekha,

Gum dene wale to har pal hai yahan,

Har pal khushi dene walon me ek aap hi ko dekha.


Teri her adda mujhe tarpati

Teri her adda mujhe tarpati hai

teri har aahat mujhe be chain kar jaati hai

yun na mujh se mila kar meree mehboob

Qatl ki daastan bhi yun hi sunayee jaati hai


Ab bhi in aankhon main

Ab bhi in aankhon main teri hi jhalak hai

ab bhi is dil main teri hi kasak hai


Zindagee Ki Her Khuwahish tere

Zindagee Ki Her Khuwahish tere naam kar denge

yaad ayee tri to milnay ki Faryad kar denge

mitnay na doonga teri tasveer is dil se, gar aisa hua to

khud kko mita kar yeh saansain tere naam kar denge


Zindagi ko ek rangin kalpana

Zindagi ko ek rangin kalpana samjho,

Subah ko sach raat ko sapna samjho,

Bhulana chahte ho sabhi gamo ko to,

Zindagi me mujhe apna samjho.


Jaam pe jaam peene se

Jaam pe jaam peene se kya fayeda,

Raat guzri to utar jayegi,

Kisi ki aankhon se peeyo khuda ki kasam,

Umr saari nashe mein guzar jayegi.


Woh Zindagi hi kya jisme

Woh Zindagi hi kya jisme Mohabbat nahi,

Woh Mohabbat hi kya jisme Yaadein nahi,

Woh Yaadein kya jisme Tum nahi,

Aur woh Tum hi kya jiske saath Hum nahi.


Na khwabon me dekha, na

Na khwabon me dekha, na nazaron me dekha,

Hazaron me ek humne tum hi ko dekha,

Gum dene wale to har pal hai yahan,

Har pal khushi dene walon me ek aap hi ko dekha.


Zindagi Taj Mahal ho jaye, Chandani

Zindagi Taj Mahal ho jaye,

Chandani khil ke kamal ho jaye,

Tum jo ban jaao dost mere,

Dil ki dhadkan bhi ek Ghazal ho jaye.


Kudrat ke karishmon mein agar

Kudrat ke karishmon mein agar raat na hoti,

To khwab mein unse mulaqat na hoti,

Wo wada to kar gaye ki ayenge khwab mein,

Mare khushi ke neend na aye to kya karen.


Toot jaate hain sabhi rishte

Toot jaate hain sabhi rishte magar, Dil se dil ka raabta apni jagah, Dil ko hai tujh se na milne ka yakeen, Tujh se milne ki dua apni jagah.


Safar lamba hai dost banate

Safar lamba hai dost banate rahiye,

Dil mile na mile haath badate rahiye,

Taj na banaiye costly padega,

Har taraf Mumtaj banate rahiye.


Jab jab ghire badal teri

Jab jab ghire badal teri yaad ayi,

Jab jhoom ke barsa sawan teri yaad ayi,

Jab-jab mein bhiga teri yaad ayi,

Ab raha nahin jata, Chatri Lauta de Bhai.


Kya lekar aaya tha? Kya lekar

Kya lekar aaya tha?

Kya lekar jayega?

Mujhe SMS na karke zaalim,

Tu kitna chillar bachayega?


Dil ka dard dil todne

Dil ka dard dil todne wale kya jane,

Pyar ke rivazon ko zamana kya jane,

Hoti hai kitni takleef ladki patane mein,

Ye ghar pe baitha ladki ka baap kya jaane.


Bazu-o-mein dum rakhta hun, Dil mein

Bazu-o-mein dum rakhta hun,

Dil mein gum rakhta hun,

Pata tha SMS ayega tera,

Isliye DISPRIN sang rakhta hun.


Aaj didar, kal yaar, parson

Aaj didar, kal yaar, parson pyaar,

phir ekrar, phir intezar, phir takrar,

phir darar, sari mehnat bekar,

aur aakhir mein ek aur devdas at beer bar.


Ramchandra keh gaye siya se

Ramchandra keh gaye siya se aisa kalyug aayega,

Ek dost ek taraf se SMS karega, doosra apna paisa bachayega


Aapki muskan hamari kamjori hai, Keh

Aapki muskan hamari kamjori hai,

Keh na pana hamari majburi hai,

Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,

Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai?


Ankhein khuli ho to chehra

Ankhein khuli ho to chehra tumhara ho,

Aankhein bandh ho to sapna tumhara ho,

Mujhe maut ka dar na hoga,

Agar kafan ki jagah dupatta tumhara ho. 


 Hum na hote to aapko

Hum na hote to aapko gazal kaun kehta, apke chehre ko gulab kaun kehta,

Ye to karishma hai hum pyar karne walon ka warna pattharon ko Taj Mahal kaun kehta  

Hume Hasne-Hasane ki aadat hai, Nazron se Nazar Milane ki aadat hai,

Par hamari to nazar unse hai ja mili, Jinhe nazar Zhukake Sharmane ki Aadat hai. 


Bahut dur magar bahut paas

Bahut dur magar bahut paas rehte ho,

Aankho se dur magar dil ke paas rehte ho,

Mujhe bas itna bata do kya tum bhi mere bina udaas rehte ho??


Ai mere humnashin chal kahin

Ai mere humnashin chal kahin aur chal,

Is chaman mein ab apna guzaara nahin,

Baat hoti gulon tak to seh lete hum,

Ab to kaanton pe bhi haq hamara nahin.


Koi ankhon se baat kar

Koi ankhon se baat kar leta hai,

Koi ankhon mein mulakat kar leta hai,

Bada mushkil hota hai jawab dena,

Jab koi khamosh rehkar sawaal kar leta hai 


Kaun jane kab maut ka

Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye,

Zindagi ki akhari sham aa jaye,

Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab,

Hamari zindagi apke kam aa jaye


Jab dosti ki dastan waqt

Jab dosti ki dastan waqt sunayega,

Tumko bhi koi shaks yaad ayega,

Tab bhool jayenge zindgi ke gam ko,

Jab apke sath guzara samay yaad ayega 


Ek din hamare annsoon humse

Ek din hamare annsoon humse pooch baithe, humey roz -roz kyon bulate ho,

Humne kaha hum yaad to unhe karte hain tum kyon chale aate ho


Soch ko badlo, sitare badal

Soch ko badlo, sitare badal jayeng,

Najar ko badlo, nazare badal jayenge,

Kashtiya badalne ki jarurat nahi,

Dishaon ko badlo, KINARE badal jayenge


Woh inkar karte hain ikrar

Woh inkar karte hain ikrar ke liye,

Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye,

Ulti chaal chalte hain yeh ishq karne wale,

Ankhein band karte hain didar ke liye. 


Yaadon ki dhund me aapki

Yaadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai, Kaanon me gunjti shahnai si lagti hai,

Aap karib ho to apnapan hai,

Warna seene me saanse bhi parai si lagti hai.


Woh ruthte rahe hum manate

Woh ruthte rahe hum manate rahe,

Unki raahon me palkein bichate rahe,

Unhone kabhi palat ke bhi na dekha,

Hum ankh jhapkane se bhi katrate rahe.


Manzil unhi ko milti hai,

Manzil unhi ko milti hai, Jinke sapno me jaan hoti hai,

Pankh se kuchh nahi hota, Hauslon se udaan hoti hai. 


Teri dosti hum is tarah

Teri dosti hum is tarah nibhayenge,

Tum roz khafa hona hum roz manayenge,

Par maan jana manane se,

Warna yeh bheegi palkein le ke kaha jayenge.


Dhoka diya tha jab tum

Dhoka diya tha jab tum ne mujhe,

Dil se main naraaz tha,

Phir socha ki dil se tumhe nikal dun,

Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha....


Kismat pur aitbar kisko hai, Mil

Kismat pur aitbar kisko hai,

Mil jaye khushi inkaar kisko hai,

Kuch mazboorian hain mere dost,

Warna judai se pyaar kisko hai.


Chand lamhon ki zindagani hai,

Chand lamhon ki zindagani hai, nafraton se jiya nahi karte,

lagta hai dusamanon se guzarish karni padegi, dost to aab yaad kiya nahi karte


Zikar hua jab Khuda ki

Zikar hua jab Khuda ki rehmaton ka,

Hamne khud ko khushnaseeb paya,

Tamanna thi ek pyare se dost ki,

Khuda khud dost bankar chala aaya.



Post a Comment

0 Comments

Close Menu