If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages  and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Tum bin suna lage aasman, dekho
Tum bin suna lage aasman,
dekho ye badal ro rahe hain jamin pe,
Tumhari kadmo ki ahat sun ke,
dekho ye rasten mood rahe hain dil pe,
Ane ki wadon pe tere ..
ye asoon bhi keh rahe kuchh chupke chupke se,
Aa sako to aajaoo ye dil keh rahe hain tumhare dil se.

Dil lia hai to usy
Dil lia hai to usy yad bi rakhna,
Tum ko adat hai bhul jany ki,
Naksh ban kar ubrayn gay,
Harf Harf Tehreery,
Choom kar Teri ankhyn jab kitab kholain gi,
yeh samaj kar sach jana,Teri saari baton ko,
Phool Jesy lab bhala jhot kesy bolain gay.. ֧

mit gaye sab gham abb
mit gaye sab gham abb nishan baki reh gaya saja puri hui karna gunah baki reh gaya

Baadal garja par barsaat nahi
Baadal garja par barsaat nahi aai, dil dhadka par aawaj nahi aai, pura din gujrane ko hai, par kya dost tumhe meri ek bhi baar yaad nahi aayi.

Kuch unn ki wafaon ne
Kuch unn ki wafaon ne loota kuch unn ki inayat maar gaye,
Hamay raaz e mohabbat keh na sakay chhup rehne ki aadat maar gaye
Wo kon hain jin ko jeenay ka paigham deti hai mohabbat
Hamm ko to zamane main aae- be -dard mohabbat maar gaye
Dil ne bohat majboor kia milne ko bhi laakhon baar
Jee bhar ke inhain dekha na gaya haay aankhon ki sharafat
maar gayi,
Dono se shikayat hai ham ilzaam kis pe lagain
Kuch dil ne hamain barbaad kia or kuch hamain kismat maar gayi anu

kaha jata hai k achhe
kaha jata hai k achhe log is duniya say jald chale jatein hain acha howa k app ache nahi

Us key ankhuon mein muhabat
Us key ankhuon mein muhabat ka seetara hoo ga
Aik din aya gay wo shakss hamara hoo ga
!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
tum jahan mare liya seepiyan chunti hoo gi
wo kisee aur he doniya ka kenara hoo ga

Yeh DUA hai meri RAB
Yeh DUA hai meri RAB se
Tu her dam muskuraye
Gham ka lamha na kabhi
Teri zindagi main aaye
Itni Khushiyan milen tujh ko
Ke Tera daaman bhar jaye
Tu Zindagi main jis se Pyaar kare
RAB kare tu usse zaroor paaye.....

ap ku lgta hay hm
ap ku lgta hay hm nay ap ku bhula rkha hai
ap nhi janty dil mai kehein chupa rkha hai
daykh na lay koi ap ku meri in ankhon mai
is laiy palkon ku bhi jhuka rkha hai.... 

Meri har khata par naraz
Meri har khata par naraz na hona,
Apni pyari si muskan kabhi na khona,
Sukoon milta he dekhkar apki muskurahat ko,
Mujhe maut bhi aye to bhi mat rona..

Aap her manzil ko muskil
Aap her manzil ko muskil samjhte hai,
Hum apko manzil semjhte hai.
Bada ferk hai apke or humare nazriye me.
Aap hume sapna or hum apko apna samjhte hai...

Dekho meri aankho me khwab
Dekho meri aankho me khwab kiske hai.
Dekho mere dil me toofan kiske hai.
Tum kehte ho mere dil ke raste se koi nahi gujra,
To fir ye pairo ke nishan kiske hai....

Kuch pal hote hain kuch
Kuch pal hote hain kuch pal k liye,
ji le inhe hum har pal k liye.
Ye waqt to ret ki tarah fissal jayega,
de jayega yaadein umar bhar k liye.

sapno se dil lagane ki
sapno se dil lagane ki adat nahi rahi,
har waqat muskarane ki adat nahi rahi,
yeh souh ke koi mananey aye ga humein,
aab hum ko rooyh jane ki adat nahi rahi.

hum muskaratey hai woh sumjhtay
hum muskaratey hai woh sumjhtay hai dilchurane ki ada hai,
woh nadan yeh nahi sumjhtey yeh dard chcpaney ki ada hai.

door kar k hum apas
door kar k hum apas mem sub rajishen,
aao karte hen ghamon ka tadaruk,
bant te hen sub men khushyon ka tabaruk,
chalo kehte hen hum eid mubarak.

hai ibadat ki tra nam
hai ibadat ki tra nam tmhara b mmje,tm sahifay ki tra zehan main utra na kro.dil ko bechen sa krti hain tmhari batain,rat ko dair takak tm mje socha na kro.......

Apni fariyaad meri ki meinu
Apni fariyaad meri ki meinu yaad rakhi, Mere naal beete pal abaad rakhi, jo ve pyar karde ne tenu unna wichon mera pyaar yaad rakhi, bhave meinu sabna toh baad rakhi......  

Muskara do zara khuda ke
Muskara do zara khuda ke waste, Sama-e-mehfil me roshni kum hai, Tum hamare nahi to kia ghum hai, Hum tumhare tu hain yeh kia kum hai.

Dil ka rishta hai hamara,
Dil ka rishta hai hamara, Dil ke kone mein hai naam tumhara, Her yaad mein hai chehra tumhara, Sms nahi to kia hua zindagi bharSaath nibhane ka wada hai humara.

Kismet toot gai, Dil kay
Kismet toot gai, Dil kay taray toot gaye, Who bhi rooth gayi, Sapnay bhi toot gay, Khazanay main rakhay the sirf do aansoo, Jab yaad aai unki to woh bhi lutt gaye.

Dil ko aram milta hai
Dil ko aram milta hai tujhay pane se, Meri sans main sans hai bas tere hi aane se, kaise tuh chor jati hai mujhay bhari mehfil main tanha, kya dar lagta hai tujhe mere karib aane say

usney kaha, bas itni mulaqat
usney kaha, bas itni mulaqat bohaut hai
ro ro key kaha, theharo abhi raat bohaut hai
aansoo merey thum jaaein, to phir shouq sey jana
aisey mein kahan jaogey, barsaat bohaut hai

humne bhukhe rahekar aapko milaya
humne bhukhe rahekar aapko milaya phone,
aapne khaate hue puchha hum aapke hain kaun ???

Gam woh cheez hai Gam woh
Gam woh cheez hai
Gam woh cheez hai
Gam woh cheez hai
Jisse kagaz chipkaye jaate hain

Aaj aasmaan mein taare aise
Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahe hain......
Bilkul jaise kal chamak rahe the..

Jee karta hai ki teree
Jee karta hai ki teree nili nili aankhon main dub jaoon

Yeh aankhen hai ya neeli
Yeh aankhen hai ya neeli jheel?
So? What's the big deal?

Apni surat ka kabhi to
Apni surat ka kabhi to didaar de , Tarap raha ho ab aur na intzaar de, Apni awaaz nahi sunani to mat suna, Kam say kam 1 missed call hi mar de

Jab hoga tumko pyaar. Hawa mein
Jab hoga tumko pyaar.
Hawa mein udoge tum bhi yaar.
Khush rahoge hardam tum.
Pyaar karoge pyaar se tum.

Apne dil ki suno, jazbat
Apne dil ki suno,
jazbat se kam na lo...
Muje yad rakho beshak mera naam na lo...
Apka vehem hai k hum bhul gaye AAPKO,
Aisa soch k mere pyar ka imtihan na lo...

Uneh yeh shikwa hoga ki
Uneh yeh shikwa hoga ki hum unhe yaad karte hi nahi,
par kambaqht unhe ye kaun samjhaye ki,
hum unhe yaad kaise kare,
jinhe bhool sakte hi nahi....!

Rah rah kar apki yaad
Rah rah kar apki yaad aati he,
sms na aane ki wajah satati he,
sochte rahe hum jarur koi gam he,
ya ab aapke dil me hamare liye jagah kam he.?.

Dil ki choton ne kabhi
Dil ki choton ne kabhi chain se rehne na diya,
Jab chali sard hawa maine tujhe yaad kiya,
Iska rona nahi kyo tumne kiya hai barbad,
Iska gam hai k bahut der se barbad kiya. 

Din ko chain nahi, raat
Din ko chain nahi,
raat ko aram nahi.
Jee na lage kahi,
E khuda kya yahi pyar hai ?
Arey Pagal..
yeh pyar nahi .....
Aajka 41 degree celcius temperature hai..

Mein Tumhare Liye Sab Kuch
Mein Tumhare Liye Sab Kuch Karta..Magar Mujhe Kaam Tha...... Mein Tumhare Liye Doob Ke Marta...Magar Mujhe Zukham Tha !

unhe pyar karna nahi aata
unhe pyar karna nahi aata hume pyar ke siva kuch nahi aata
jeene ke sirf do hi raste hai ek unhe nahi aata ek hame nahi aata..

arz kiya hai: main uske
arz kiya hai: main uske pyar me ban gaya baraf ka gola, main uske pyar me ban
gaya barf ka gola, magar woh bewafa boli "thanda matlab coca-cola"..

Taras gaye hain hum aapke
Taras gaye hain hum aapke paas aane ke liye,
Dil-O-Jaan mitadein tujse dosti nibhane ke liye,
Hum Yeh SMS kar rahe hain,
apni yaad dilane ke liye....

sathi woh nahi hota jo
sathi woh nahi hota jo umar bhar sath nibhay balk sathi woh hota hai jo umar k kuch lamhon main hi umar bhar ka sath day jaye ibrar

Ek mulakat anjan hoti hai,
Ek mulakat anjan hoti hai,
Anjan se hi to pehchan hoti hai.
Jaha dekho waha ishq ke bimar bethe hai
Hajaro mar chuke hai lekin sekdo taiyar bethe hai..

ek dukh bhara shair sunye.......... dil
ek dukh bhara shair sunye..........
dil main chubhi hai soi
dil main chubhi hai soi
dil main chubhi hai soi
oui oui oui oui oui

Gile kagaz ki tarha hai
Gile kagaz ki tarha hai jindgi apni, koi jalata bhi nahi or koi bahata bhi nahi, is kadar akele hai raahon me dil ki, koi satata bhi nahi aur koi manata bhi nahi........!

Yaad mein teri aansoo bahate
Yaad mein teri aansoo bahate hai kuy
Har saans ke sath tujhe yaad karte hai kuy
Mout to sach hai aani hai
Lekin teri judayi mein har roz marte hai kuy,..

Meri Har Ek Muskurahat Aap
Meri Har Ek Muskurahat Aap Ke Liye Hai
Aap Ke Ada Mere Dilko Churane Ke Liye Hai
Ab Toh Meri Yeah Zindagi Bhi Aap Ke Liye hai,..

Kaun kehta hai dil pagal
Kaun kehta hai dil pagal hai
Pagalpan to sirf aik bahana hai
Aik bar hans kar muskura kar to dekho
Yeh pagal tumhara deewana hai,.. 

Hoti nahi mohabbat surat se, Mohabbat
Hoti nahi mohabbat surat se,
Mohabbat to dil se hoti hai,
Surat unki khud hi pyaari lagti hai,
Kadar jinki dil mein hoti hai,..

Na daulat na koi tajmahal
Na daulat na koi tajmahal chor jaunga,
Main aapni yadgar bafa chor jaunga,
Aaj chahe tum mujhe jitna satao,
Rota hua magar tumhe kal chor jaunga,.

Jaha dost vaha pyar, Jaha pyar
Jaha dost vaha pyar,
Jaha pyar vaha mohabbat,
Jaha mohabbat vaha ishq,
Jaha ishq vaha judai,
Jaha judai vaha dard,
Jaha dard vaha IODIX lagana...

Teri har ada mohabbat si
Teri har ada mohabbat si lagti hai
Ek pal ki judayi sadiyoun si lagti hai
Pehle nahin socha tha ab sochne laga hoon
Zindagi ke har lamhe mein teri zaroorat si lagti hai,.

Deep Jalte jagmagate rahe, Hum aapko
Deep Jalte jagmagate rahe,
Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, dua hai hamari
'Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe.' Happy EID..

Dil chahta hai kisi ki
Dil chahta hai kisi ki yaad me doob jane ko
Dil chata hai to kisi ki mohbat pane ko
Dil chata hai us bachpan me jaha daadi ka pyar maa ka dular
Bachpan ke khel ladkpan ka pehla pyar aaj sap pane ko.., 

Haqiqat mohabbat ki judai hoti
Haqiqat mohabbat ki judai hoti hai,
Kabhi kabhi pyar me bewafai hoti hai,
Hamari taraf haath badaha kar to dekh,
Dosti me kitni sacchai hoti hai,..

Mohabbat shoq se hoti hai,
Mohabbat shoq se hoti hai, iraadon se nahin.
Dosti insaan se hoti hai, pattaron se nahin.
Agar gila ho koi dil may to mita dena,
Giley apno se kiye jaatey hain, ghairon se nahin..

Durr kahin wadi main rahta
Durr kahin wadi main rahta hai woh!
Har lamha khayal main rahta hai woh!
Kaisa hai woh kis haal main hai woh!
Dil ka har sawal main rahta hai woh!....

Pata hi nahi chala kab
Pata hi nahi chala kab woh dost se hamara pyar bangaye,
Saath gujare hua kuch pal aaj yaadgar ban gaye,
Kar na sake unse izhaar hum is baat ka,
Aur dekhte hi dekhte woh kisi aur ke dildar ban gaye...

Bhoolneki tujhe najane hum kitne
Bhoolneki tujhe najane hum kitne vade karte hain,
Kaise bhoolu tujhe,yeh sochker tume yaad karte hain,
Jab bhi hota hai zikr zamane mein pyar aur wafaa ki,
To tumhe bewafa ke bahane yaad karte hain.. 

Itna khubsurat kaise muskura lete
Itna khubsurat kaise muskura lete ho..
itna kaatil kaise sharma lete ho..
kitni aasani se JAAN le lete ho..
kisine sikhaya hai ya bachpan se hi stupid ho!!

Bablu Chaudhary. her sham kay
Bablu Chaudhary.
her sham kay bad rat ate hay. her bat kay bad app ke yad ate hay. chup reh kar bhe dekh liya hum nay khamosheyon say bhe app ke awaz ate hay.

Tum hoti to aisa hota,
Tum hoti to aisa hota, tum hoti to waisa hota
Tum is baat pe itna hasti, tum uss baat pe itna khush hoti,
Tum is baat pe ye kehti,tum uss baat pe wo kahati
shukar hai tum nahi ho!!!

Agar Talash karo gy too
Agar Talash karo gy too mill he jae ga,,
Magar kon tumhein humare tarah chah ga,,
Wo zaroor tumhein chahtoN se dekhy ga,,
Magar wo Ankhein humare kahan se laega,,

nahi ban jata koi apna
nahi ban jata koi apna dil lagane se, karni padti hai dua rab se,sacha pyar pane mai, rakhna sambhal kar ye aashiyana apna, toot na jaye ye kisi k bahkane se.

Tamam umar zindagi se door
Tamam umar zindagi se door rahe,
Teri khushi ke liye tujse door rahe
Ab is se badkar wafa ki saza kya hogi
Ki tere hokar bhi tujse door rahe. 

Ankhen apki ho, par ansu
Ankhen apki ho, par ansu mere
Zindagi apki ho, par sanse meri
Dil apka ho, par dhadkan meri
Zindagi ke akhri mod par dua hogi yahi
Kafan apka ho, aur maut meri. 

Jab bhi apse milne ki
Jab bhi apse milne ki takdeer nazar ayi
Mujhe pavon main bandhi zanzeer nazar ayi
Teri yaad main nikal pade mere aansu
Har aansu main teri tasweer nazar ayi. 

Talaash karo koyi tumhe mil
Talaash karo koyi tumhe mil jayega
Magar humari tarah tumhe kaun chahega
Zaroor koyi chahat ki nazar se tumhe dekhega
Magar hamara dil kahan se layega. 

Pyaar ke jaam ko aise
Pyaar ke jaam ko aise na piyo ke
Adha piya aur adha chod diya
Yaron yeh pyaar hai pyaar
Nahin koi Vim Bar
Jo thodasa lagaya aur bas hogaya.......!

Mohabbat ke gulshan main tum woh
Mohabbat ke gulshan main
tum woh phool ho
Jise log gulab kehte hain
Par tumhari bewafai main
Mujhe woh zaher mila
Jise log sharaab kehte hain sanjurohit

Dil jabse toot gaya Kaise kahen
Dil jabse toot gaya
Kaise kahen kaise jeete hain
Kabhi jyada kabhi kam peete hain

Kuch uljhe hue swalon se
Kuch uljhe hue swalon se darta hai dil,
Na jane kyun tanhai mein bikhrta hai dil
Usko pane ka khyal koi badi baati nahi,
Bas usko kho dene ke khyal se darta hai dil.

Ishq se milti hai jo
Ishq se milti hai jo tanhaiyan
hum kaise unka dard bayan karenge,
Ek se he itni mohabbat kar li hai
Ki auro se ab mohabbar kya karenge. 

Kisi ne kaha phool se
Kisi ne kaha phool se k mujhko bata
tu aaj tak kyu khilta raha.
tune to di sabko khushbu tujko kya milta raha?
Phool ne muskurakar kaha abhi tu nadan hai,
jivan ke sachey pyar se abhi tu anjan hai,
Dene ke badle kuch lena vo to ek vyapar hai
Jo de kar bhi kuch na mange vo hi sacha pyar hai

Ek aada aapki Dil churane
Ek aada aapki Dil churane ki.
Ek adaa aapki Dil mein bas jaane ki.
Ek chehra aapka Chand sa.
Ek zid hamari Chand paane ki. .. 

Ashiq ankhon ki baat samajh
Ashiq ankhon ki baat samajh lete hai,
woh khwabo me aayen toh mulakat samajh lete hai,
rota hai aasman apni zamin ke liye,
log pagal hai usse barsat samajh lete hain

Usko milne ka mann bahut
Usko milne ka mann bahut kar raha hai.
Mann ko samjhaya toh Dil tadap raha hai.
Dil ko bataya toh ankhe roh padi.
Unhe chup karaya toh SAANSE bol padi.. "I MISS U". ...

Dete hai kyu yeh Dard
Dete hai kyu yeh Dard bas hami ko,
kya Samjhenge woh in Aankho ki nami ko,
lakho Deewane ho jis Chand ke,
woh kya Mehsus karega Ek Tare ki Kami ko. ...

Nakaam si koshish kiya karte
Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain ...