tum ghamon k bojh ka mosamon

tum ghamon k bojh ka

mosamon k soz ka

karb nat saha karo

udas mat huwa karo

yeh roop hain hayat k

kuch rang kainat k

kuch gham ki taiz barishain

kuch phool hain nishat k

tum phool bus chuna karo

khaar say na guzra karo

gham apni zaat k tm

mujhay tham dia karo

udaas mat huwa karo

udaas mat huwa karo


Mana k tere pyar k

Mana k tere pyar k kabil nai rahe,

dukh ye hai k aitbar k kabil nai rahe.

Tujh pe luta k dil ki zamane ki har khushi,

Ae dost muskurane k kabil nai rahe.

Kyon itna tujh se pyar kya?sochte hain hum,

Ab tu kahin bhi jane k kabil nai rahe.

Kadmo mein tere khud ko jhuka kar bhula diya,

Ab tu ye sir uthane k kabil nai rahe.

Meri hyat se hai juri aur zindagi,

Majbor hain mar jane k kabil nai rahe


Love sms Zamanay Bhar Ki NigahOn Main

Zamanay Bhar Ki NigahOn Main Jo Khuda Sa Lagay

Wo Ajnabi Hai, Magar Mujh Ko Aashnaa Sa Lagay

Na Jaanay Kab Meri Duniya Main Muskuraye Gaa

Wo Aik Shakhs K KhuabOn Main Bhi Khafa Sa Lagay


Ajeeb Cheez Hai YaarOn, Ye ManzilOn Ki Havas

K Raahzan Bhi Musafir Ko, Rah-Numa Sa Lagay


Dil-e-Tabaah! Tera Mashvara Hai Kia, K Mujhay

Wo Phool Rang Sitaraa Bhi, Be-Wafa Saa Lagay


Hui Hai Jis Se Munavvar Har Aik Aankh Ki Jheel

Wo Chaand Aaj Bhi IMRAN Ko Kam Numa Sa Lagay. Babar=03213460502


Love sms CHAHAT Main KISI KA IMTIHAN

CHAHAT Main KISI KA IMTIHAN NA LAINA.....

JO NIBHA NA SAKO WO WADA NA DENA.....

JISE TUM BIN JENAY KI AADAT HI NA HO.......

USAY KABHI JENAY KI DUA NA DAINA........

................................


 Pal aisa tha ki inkar

Pal aisa tha ki inkar na kar paye , jamane ke dar se ikrar na kar paye,na thi jinke bina jindgi munasib chhod diya unhone aur hum sawal bhi na kar paye.


 kitni hasrato ko dil me

kitni hasrato ko dil me paal rakha hai

zamane me shyad issi ka naam khayal rakha hai

har cheez pe to yakee nahi magar

aankho me ab tak aasuoo ko sambhal rakha hai

me paresaan raha subh se shaam tak

shyad aapne hamari khusiyo ko kal par taal rakha hai

tamam koshise fnaa ho chuki meri fir bhi

hoshlo ne ummido ka roshan chiraag rakha hai

zindagi zra kah de maut se thoda or intejar kar le

aaj yaar ne hamare kuch kahne ko kaha hai

shyad ye umar kam hai unke jawab k liye

unki khamosh nigaho ne ye kaisa SAAWAL rkha hai.......


 hajab chalan hi hajab showq

hajab chalan hi hajab showq hi zamany ka

jawaz doond tha rehta hi dill dukane ka

musafiran reh ishaq ki tamana hi

k koyi rasta nikal aye lot jane ka


ab is ki karchiya chubne lagi hi ankon me

jo khuwab deka tha chota sa gar banane ka


mera ghaneen mere miskino me basta hi

a wakeha b hi hisaa mere fasane ka


ghum hayat nagar me batakta pirtah hi

isse pata nayi mere gharib khane ka


palat palat k issi aik dar pe jata hu

hajab nasha hi apno se chot kaneh ka


a hijrato ki hawaye bhi mere bass me nayi

kaja k rok sako kail aab o dane ka


ussi ki yaad meri zindagi ka hasil hi

jo mashwara muje deta hi bool jane ka


 kissi ki awaz se hota

kissi ki awaz se hota hi paresha mera khawab

detha rehta hi a dil kissi ki sadaho ka jawab


neend ki shakh par kil ut tha hi aik our gulab

dekne lagthi hu iak khawab me aik dusra khawab




tanha sare anjuman kari thi mai

tanha sare anjuman kari thi

mai apne visal se barri thi


ha pool thi our hawa ki zud par

pir meri har har aik pankari thi


ik humar talak safar kiya tha

manzil par ponch kar gir pari thi


talib tha koyi meri nafii ka

our sharth a maout se kari thi


o aik hawaye taza me tha

Main khawabe qadeem me kari thi




 Har raat ki shurowat neend

Har raat ki shurowat neend se hoti hai

Neend ki shurowat sapno se hoti hai

Sapno ki shurowat apno se hoti hai

Aur apno ki shurowat aap se hoti hai

Teri meri Dosti ko,

Kahan koi samajh paya hai.

Jisne bhi dekha hai is rishte ko,

Aashiqui naam dharaya hai.

Kya jaane duniya wale,

Dosti bhi ik bandagi hai.

Sajde hain isme yaar ke,

Yaar ke hi naam zindagi hai.




raat kat-ti rahi Chand dhlta

raat kat-ti rahi Chand dhlta raha

aatish-e-hijer Main koi jalta raha


ghar ki tanhaiyan dil ko dasti raheen

koi baychain karwat badalta raha


aas-o-umeed ki shamma roshan rahi

gher ki dehleez ko koi takta raha


raat bher Chandni gungunati rahi

raat bher koi tanha sisakta raha


ashk palkoon pay aa k bikhertay rahay

naam lab per kisi ka larazta raha


aaj Phir raat basar ho hi gai SAQI

aaj Phir khud say koi ulajhta raha



 kuch door hamaray sath chalo,

kuch door hamaray sath chalo,

hum dil ke kahani keh den ge,

samjhay na jisay tum ankhoon se, woh baat zubani keh den ge,phulln ke tara jab honton pe,ik shokh tabassum bikhray ga,dheeray se tumharay kanoon men,ik baat purani keh den ge,izhar-e-wafa tum kia jano,ikrar-e-wafa tum kia jano, Ham zikr karen ge gehraiyon ka, Aur apni kahani keh den ge.............. 


Ghamon k tapyay Seara Main... koe

Ghamon k tapyay Seara Main...

koe na tha sath dainay wala.....

Ahon k tanha safar Main ....

KOe na tha hath dainay wala...

Zakhmon say bhara badan tha ...

koe na tha marham laganay wala...

Dil Main ek aag lagi thi ...

koe na tha bujhanay wala...

magar Phir bhi Main chalta raha...

zinda tha magar pal pal marta raha..

kanton say apna daman bharta raha...

tanhae ki aag Main jalta raha...

agar tum mera sath daitay...

meray haton Main apna hath daity....

Main kabhi na youn bikharta ...

dukhon Main na g g ker marta...

kanton say Main bhi sanbhlta...

tanhae ki aag Main na jalta..

agar tum mera sath daitay.................

meray hathon Main apna hath daitay...........


 KHUSHI MILI LAKIN HANS NA

KHUSHI MILI LAKIN HANS NA SAKY.GHAM MILA LAKIN RO NA SAKY.zindagi KA YEHI DASTOOR HE YAROO.JISY CHA OSY PA NA SAKY .JISY PAYEA OSY CHA NA SAKY../


 Zakhm itne gehre hain izhar

Zakhm itne gehre hain izhar kia karen^hum khud nishana ban gay war kia karen^mar gay hum khuli rahin ankhen^ab is se zyada un ka intazr kia karen.


 Pani se piyaas na bhujhi

Pani se piyaas na bhujhi to mekhane ki taraf chal basa socha shikayat karon teri khuda se khuda b tera aashik nikla.

(**.**)**..**(**.**).