If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages  and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

mohabbat kerne wale tu sath
mohabbat kerne wale tu sath sath chalte hain...
rasta tu bewafa logye badel te hain...
tera chehra hai jab se meri ankhoon main...
meri ankhoon se logye jalte hain...
qeymat koi nahi jaanta in rone wali ankhoon ki...
sewaye iun logoon ke jin ko mohaabt ke safer main roswaye mili ho...

na maine pyar kiya na
na maine pyar kiya na maine kisi ko dil diya..
phir bhi pyar ko sabdho maine bayan kar sakta hu,,,
tere dil maine chipe dard ko...
tere aankho se bayan kar sakta hu,,,,
kar sakta hu sirf ssabdho maine bayan..
chahakar b tere zakam pe maram nahi laga pata hu..

Jub seena ghum se bhojal
Jub seena ghum se bhojal ho or yaad kisi ki ati ho,
Tab kamre main band ho jan or chupke chupke ro lena,
Janb ankh main ansoo ajayen or yaad main kisi ki bhar ayen,
Phir khud ko dhokha mat dena or chupke chupke ro lena,
yeh duniya zalim duniya hai, yeh baat buhat phalaaye gi,
tum samne sab ke chup rehna or chupke chupke ro lena,
Jab ehsaas ho apni ghalti ka or preshan ho apni ghalti per,
Tu samne sab k khush rehna or chupke chupke ro lena...

Waqt ki ho doop ya
Waqt ki ho doop ya ho tez aandiya,
kuch kadmo k nishan kabi nahi khote.
Jinhe yaad karke muskura de aankhen,
wo log door hokar b door nahi hote.

Mohabbat me kya imtihaan aa
Mohabbat me kya imtihaan aa gya,
roj haste hue chehre ko udas bana diya.
Kabhi lutate the ham mohabbat yun hi,
aaj khuda ne hame hi mohabbat ka mohtaj bana dia.

Zindagi ki raho pe jab
Zindagi ki raho pe jab aage jaoge,
Peeche ek saya tum hardam paoge,
Mudke dekhoge to tanhai hogi,
Agar mahsoos karoge to humko paoge.

Ae dil na dhadak itni
Ae dil na dhadak itni zor se,
Kahin awaaz unhe sun na jaye.
Vo dhadkno ki zuban samajhane lage hai,
Kahin dil ke raaz khul na jaye.

Kisi ko meri yaad aye
Kisi ko meri yaad aye ek arsa hua,
koi hai hairan to koi tarsa hua.
Is tarah khamosh hain ye dil ye aankhe meri,
Jaise khamosh ho koi badal barsa hua.

Jub seena ghum se bhojal
Jub seena ghum se bhojal ho or yaad kisi ki ati ho,
Tab kamre main band ho jan or chupke chupke ro lena,
Janb ankh main ansoo ajayen or yaad main kisi ki bhar ayen,
Phir khud ko dhokha mat dena or chupke chupke ro lena,
yeh duniya zalim duniya hai, yeh baat buhat phalaaye gi,
tum samne sab ke chup rehna or chupke chupke ro lena,
Jab ehsaas ho apni ghalti ka or preshan ho apni ghalti per,
Tu samne sab k khush rehna or chupke chupke ro lena...

Apna Pan Sekha Kar Judda
Apna Pan Sekha Kar Judda Ho Gai
Na Soocha Tha Samjha Khafa Ho Gai
Duniya Main Ab Hum Kis Ko Apna Kehain Gain
Woh Bhi Sab Ki Tarhan Bewafa Ho Gai

Nazar uthnay se pheelay jukha
Nazar uthnay se pheelay jukha lati to acha tha,
Apnay ap ko parda bana lati to acha tha .
Jo kantoo se ulajh kar phool todra bhi kia todra.
Samajh kar Sooch kar daman bacha lati ti acha tha

Yoon Tou Yaadain Poorani Nahin
Yoon Tou Yaadain Poorani Nahin Hoteen
Pyaar Paana Sabki Kismat Nahin Hoti
hum Dil Rakh Aaye Hain Un Kay Dar Per
Yeh Jaantay Hue K Unki Nazrain Zameen Per Nahin Hoteen

wo mera ho jo nazar
wo mera ho jo nazar main haya rakhta ho
har qadam saath chale azme wafa rakhta ho
naaz us k na uthaon to shikayat na kare
gham utha kar bhi jo hansne ki ada rakhta ho

Kabhi to muskaraa ker sochta
Kabhi to muskaraa ker sochta hooN
Mohabbat hay, aqeedat hay ke kiya hay
Wo meri rooh, meri zindagi hay
Agar is paar kuch paabundiyaaN hoN
Usay KhayaaloN maiN basaa ker sochta hooN

Juda rehkar bi woh satane
Juda rehkar bi woh satane se baz nahi ate, Dur rehkar bi wo dil jalane se baz nahi ate, Hum to bhulna chate hai unko, Magar wo khwabo me ane se bi baz nahi ate.

Teri hi tarah hamen yaad
Teri hi tarah hamen yaad aanewala ho
Tere siva bhi koi to satanewala ho
Har ek subah yehi dil mein hoonk uthti hai
Hamen bhi naaz se koi jaganewala ho

Har ilzam ka haqdar vo
Har ilzam ka haqdar vo hamme bana jate hai,
har khata ki saza vo hamme suna jate hai;
hum har bar khamosh reh jate hai,
kyon ki har bar vo dost hone ka haq jata jate hai

Wo pyar jo hakeeqat mein
Wo pyar jo hakeeqat mein pyar hota hai...
Zindagi mein sirf EK bar hota hai..
Nigaahon ke milte milte dil mil jaayein...
Yeh ittefaaq sirf EK baar hota hai....

Tujhe Chahne Wale Kum Na
Tujhe Chahne Wale Kum Na Hon gein
Waqt Ke Saath Shayad Hum Na Hon gein...
Chahe Kisi Ko Kitna Bhi Pyaar Dena
Lekin Teri Yaadon Ke Haqdar Sirf Hum Hi Hon gein

Haathon Say Gir Gae Lakeerain
Haathon Say Gir Gae Lakeerain Kahin
Bhool AYe Hum Apni Taqdeer Kahin
Agar Tum Ko Milay Kahin Tu Utha Lena
Merey Hissay Ki Khushi Hathon Main Apnay Saja Lena

Apna Dil hi apni batoon
Apna Dil hi apni batoon ka sabab hota hai
Yeh Jawani ka Zamana bhi ajeeb sarmast hota hai
konsi baat ne kab kiska dil toor dia
bolnay walay ko ehsaas hi kab hota hai

Dard Ko bhi Ab Dard
Dard Ko bhi Ab Dard Hone laga hai,
Dard Khud hi Mere Zakham dhone lagha hai,
Dard ke sath kabhi Roye na hum,
Dard Khud hi Humko chhu kar Rone Laga hai ...

in aankhon mein ashkon ki
in aankhon mein ashkon ki baadh aa jaati hai.....
kahin tanhayee ki talaash hoti hai...
kabhi kuch teri zubaan se sunne ko dil karta hai...
phir in khamoshiyon ki gahrayi ka ehsaas hota hai....

mein sahil pe likhi hui
mein sahil pe likhi hui ebaarat nahein
jo lehroon sey mit jaati hai
mein baarish ki baarasti boond nahein
jo baras kar tham jati hai
mein khuaab nahein
jisey dekhaa aur bhula diya jaye
mein shama nahein
jisey phoonka aur bhuja diya jaye
mein hawa ka jhonka nahein
jo aya aur guzar gaya
mein chaand bhi nahein
jo raat k baad dhal jaata hai
mein to woh ehsaas hoon jo
tujh mein lahoo bun kar gardish karay
mein to woh rang hoon jo
teray dil par
chahray aur kabhi naa utray
mein to woh parwana hoon jo
jalta rahay aur fana naa hoga
khuaab, ibaaarat, hawak ki tarhaan
chaand, boond, shama ki tarhaan
meray mitnay ka sawaal hi nahein
KIYON K MEIN TO MOHABBAT HOON
AUR MOHABBAT KO KOI ZAWAAL NAHEIN

Qismat ne is tahrha hamain
Qismat ne is tahrha hamain sitaya baar baar
eik khushi ki khatir hamain rulaya baar baar

yeh pyaar bhi Ajeeb hai jisee bhooltee rahe
woh shakhs umar bhar yaad aya baar baar

jin per kia eitbar woh bhi bhool gayee
Apnoon ne bhi dil ko dukhaya baar baar

hum hi badnaseeb thee roshni na pa sakee
chaand to angnoon ma ayaa baar baar

is dharti ki kookh ma khush hali na a saki
hum ne saroon ki fasal ko ktaya bar bar

banjur zamenoon per pyar ki haryali na ho saki
hum ne lahoo jigar ka bhaya baar baar

be deen the jo pyaar ma momin na ho sakee
hum ne qalma pyaar ka padhaya baar baar..........

Bicher Gay yo Milnay ki
Bicher Gay yo Milnay ki Aas Kia Rakhna
Hawa k Jhoonkoon Hisab kia Rakhna
Bs is Khayal SayMuskara Diay Hum
K Apni Udassi SE Kisi Ko Udass Kia Rakhna!!!

Hathon se gir gay lakiren
Hathon se gir gay lakiren kahin, bhul gaye hum apni takdiren kahin, agar apko mile kahin to utha lena, mer hisse ki har kushi apne hathon me saja lena........

OR HON GAY WOH LOG
OR HON GAY WOH LOG JO MOHABBT KO BHULA DETAIN HAIN,HUM AB BHI TUJH HI K PAAS RAH RAH KER SADA DETEY HAIN.BARRI MUSHKIL SEY MILA KERTEY HAIN DOST LAKING PHIR BHI,JANEY AHBAB KO KIYOU LOG BHULA DETEY HAIN.

mAIN SURAT tOU bANAT tERI,gR
mAIN SURAT tOU bANAT tERI,gR gUNAH nA hOTA.
mAIN yE gUNAH bHI kERTA aE jAAN mERI,gR sUNA nA hOTA.!!

Kabhi jo ehsaas ho tum
Kabhi jo ehsaas ho tum ko k tum acha nahi kerte,
Jo mujh ko yon rulate ho,
Laho mera jalate ho,
Agar is aag main jal ker,
Main ik din rakh ho jaon,
Mujhe dil se bhula dena samandar main baha dena,
Magar itna yaad rakhna tum,
Khuda se yeh dua kerna,
K jo acha lage tum ko,
Wo tum jaisa na ho hergiz,
Warna tum b rooge,
Mujhe jaise rulate ho....

Wo silsily wo shoq wo
Wo silsily wo shoq wo nisbat nahi rahi...
Ab zindagi main hijr ki vehshat nahi rahi...


Tota hai jab se us ki masihai ka talisam...
Dil ko kisi maseeha ki hajt nahi rahi...

Phir yon hua k koi shnasa nahi raha...
Phir yon hua k dard main shidt nahi rahi...

Phir yon hua k ho gaya masroof wo buhat...
Or hum ko yaad kerne ki fursat nahi rahi...

Ab kya kisi ko chahain k hum ko tu in dino...
Khud apne ap se b mohabbat nahi rahi...

Mukadar Ka Sitaron Per Zamanay Ka
Mukadar Ka Sitaron Per
Zamanay Ka Isharoon Per
Uddasi Ka Kinnaron Per
Kabhi Veraan Sehra Mein
Kabhi Sunan Ratoon Per
Kabhi Haran Ankhon Mein
Kabhi Bajaan Lamhoon Per
Tumhare Yaad Hola Sa
Koi Sargoshi Karte Hai
Ya Palkain Bheeg Jati Hain
Do Anso Toot Girta Hain
Mein Palkon Ko Ghukata Hoon
Bazahir Muskarata Hoon
Faqaat Itna Hee Kahta Hoon
Mugha Kitna Satata Hoo
Mugha Tum Yaad Atta Hoo

Suna hei log aap ko
Suna hei log aap ko aankh bher k dekhtay hein,
To aap k sheher mein kuch din ther k dekhtay hein,
Suna hei rbt hei ap ko khrab halon se,
Soo apnea p ko brbad ker k dekhtay hein,
Suna hei drd ki gahk hei chshm e naaz aap ki,
Soo hum bhi aap ki gali se guzer k dekhtay hein,
Suna hei aap ko bhi sher o shairi se shugaf,
Tu hum bhi mujze apne huner k dekhtay hein,
Suna hei aap bolo to baton se phool jhertay hein,
Ye baat hei to chalo aap se baat ker k dekhtay hein,
Suna hei raat mein aap ko chand tkta rehta hei,
Sitaray baam e falk se uter k dekhtay hein,
Suna hei din mein aap ko titliyan stati hein,
Suna hei raat ko jugnu ther k dekhtay hein,
Suna hei chsher hei aap ki gzaal si aankhein,
Suna hei aap ko hiran dsht bher k dekhtay hein,
Suna raat se berh ker hein kaklein aap ki,
Suna hei shaam ko sayae guzer k dekhtay hein,
Suna hei aap ki syaa chshmtli qyamat hei,
Soo aap ko surma frosh aah bher k dekhtay hein,
Suna hei aap k labon ko chho ker gulaab jltay hein,
Soo hum bhaar pe ilzam dher k dekhtay hein,
Suna hei aina tmsaal hei jabien aap ka,
Jo sada dil hein ap ko bn sanwer k delkhtay hein,
Bs ek nigah se luta hei kafla dil ka,
Soo rah rwan e tmna bhi drr k dekhtay hein,
Suna hei aap k shbistan se mutsil hei behisht,
Maseeh udher k jalway bhi idher dekhtay hein,
Rukay to gerdishein aap ka tuwaf kerti hein,
Chlay to zmana aap ko tehar k dekhtay hein,
Khaniya hi sahi sb mubalgay hi sahi,
Ager aap khuwaab ho to taabeer ker k dekhtay hein,
Ab aap k shehar mein tehraein ya kooch ker jaein,
ALI aao sitaray safer k dekhtay hein!

hum apko kaise samjhae ap
hum apko kaise samjhae ap mere lie kja hai
mere jine ka maqsad hai meri saanson ki wajah hai

hum apko kasie samjhae apke lie tarapta kjun hai dil apke lie rota kjun hai meri rag rag apko pukarti kju nai

hum apko kaise samjhae apki ruh meri ruh se aise milti kjun hai jaise hum judwa hon

hum khud nahin jaante to hum apko kaise samjhae

tumhare paas hu lakin jo
tumhare paas hu lakin
jo duri hai samaj taa hoon
tumhaare bin meri dunia
adhuri hai samaj taa hoon

Bagho mein phool hota hain aur
Bagho mein phool hota hain
aur phoolo ka kuch asool hota hain
woh kitna khushnaseeb hota hain
jinka tofa kabool hota hain.

koi deewana kehta hai koi
koi deewana kehta hai
koi paagal samaj taa hai
magar dharti ki bachani ko
bus baadal samaj taa hai
mai tuj se dur kaisa hoon
tu muj se dur kaisa hai
yai mera dil samaj taa hai
yaa tera dil samaj taa hai

denay ko bhoat kuch hai
denay ko bhoat kuch hai par kuch apna sa dana chta hoon, ek kiran suraj ki, ek katra shabnam ka , ek mahek phool ki, denay ko bohat kuch hai per kuch apna sa dana chta hoon 

Thamay Thamay Se Iss Waqt
Thamay Thamay Se Iss Waqt Se....

Iss Waqt JabKe Tum Bhi Nahin
Koi Aarzoo Nahin Koi Justajoo Nahin
Naa Tou Qurbatein Hain Naa QehQahey
Koi Dost, Dushman, ?duv Nahin
Khada Uss Jageh Pe Hoon Jahan
Jo Main Chahoon Tou Khudd Ko Miloon Nahin

Sabse Aana Jaana Rakha Mera Ghar
Sabse Aana Jaana Rakha
Mera Ghar Veerana Rakha

Hamne Ek Khawahish Rakhi
Tumne Ek Bahaana Rakha

Tere Saath gaye lamho ka
hamne naam khazana rakha

Tum mein batao kya rakha tha
Hum mein batao kya na rakha

Tere bina ab kya jeena hai
Kehne Ko Hai Zamana Rakha

Kaisa Kaafirana rakha
Tujh bin koi khuda na rakha

Batein toh bahut hai is
Batein toh bahut hai is dil mein,
Par kambakth zubaan pe aate hi tham jaati hai,
Waise toh palkon ke jhukte hi chehra dikhta hai unka,
Par saamne aate hi nazrein jhuk jaati hai.....

jeeta hoon teri yaad main
jeeta hoon teri yaad main marne ka yeh ilzam hoga kafan utha kar dekh lena hoton par tera naam hoga
intezar

Waqt Ki Aanch Pe Pathar
Waqt Ki Aanch Pe Pathar Pighal Jate Hain,
Kehkahe Toot K Aansuon Main Badal Jate Hain,
Kon Kisi Ko Yaad Karta Hai Umer Bhar,
Waqt Ke Saath Khyalat Badal Jate Hain,

Aankho me armaan diya karte
Aankho me armaan diya karte hai,
hum sabki neend churaliya karte hai,
jab jab aap ki palke jhapkegi to
samajh lena hum aapko yaad kiya karte hai

Pyaar sab ne rabb nu
Pyaar sab ne rabb nu vakh-vakh ditta,
kise nu lakh te kise nu kakh ditta.
Sahnu tuhade jeha yaar ditta,
lakh ton v sava-lakh ditta.

KOI ROOG APNEY NA DIL
KOI ROOG APNEY NA DIL SEY NA LGANA
ager ho sakey to hamein bhool jana..
jo hona tha wo ho chuka kheil sara..
muhabbat mai zalim tu jeta may hara..
humnein to mhbbt mai hai yoon ansu bhana..
nahi koi shikwa teri nafrTon ka..
na karna koi gham meri hasrTon ka..
Tha qismat mai pa kr tujhey yoon ganwana...
musafir hoon wo jis ki manzil nahi hai,,
wo kashti hoon jis ka saahil nahi hai,.
khizaaon ki zaad may hai mera ashiyana..
KOI ROOG APNEY NA DIL KO LAGANA.
ya sarif mara apnoo ka liya ha

ab Panchi Saray Urr jain Her
ab Panchi Saray Urr jain
Her Simt Andhera Cha Jay
Jab Guzri Batain Our
Beetay Lamhe Tarpaein
Mat Tanha Tanha Ghabrana
Tum Pass Humare Aa Jana

Jab Din Mein Bhi Shaam
Jab Din Mein Bhi Shaam Lagay
Ya Lab Ki Hassi Badnam Lagay
Jab Wehshat Dil Ka Naam Lagay
Ya Ankh Mein Neend Haram Lagay
Mat Tanha Tanha Ghabrana
Tum Pass Humare Aa Jana

Jab Reet Purani Yaad Aye Jab
Jab Reet Purani Yaad Aye
Jab Milne ko B Dil Chahye
Our Pyar Bhara Dil Terpaye
Mat Tanha Tanha Ghabrana
Tum Pass Humare Aa Jana

[Z] ADHURI DHUN.... [/Z] Aay
[Z] ADHURI DHUN.... [/Z]
Aay hawa suun.......
Meri dil ki ye dhuun......
Ye dhun hai adhuri...... ...
Chu kar kar de isse puri........
Sajan ko sunaungi...
Iss dhuun se uuse bulaungi.... .
Uski yaadein mujhe satati hai.....
Har pal mujhe rulati hai......... .......
Mai sougaad hu tanhayi ki......
Woh mehfil ki rounak hai......... .
Ek tapis hai sine mein......
Jise aaj uuse dikhaungi... ....
Meri ankhe......uski raah takti hai...
Mere hoth.......uski raag japti hai....
Har shoor mein uski..... aahat si hai....
Chukar ye hawa .....uuski chuyan de jat hai...
Mai khoyi khoyi rehti hu....
Na jane kyu..jagi soyi rehti hu....
Na bhukh mujhe satati hai....
Na pyaas mujhko aati hai......
Meri jeevan k andhere mein....
Roshni kyu nehi aati hai.....
Na dil mein koi chahat hai.....
Na mujhko kabhi rahat hai.....
Adhuri si iss kahani ko....
Bas anjaam ki hi chahat hai...