Gungunatay hove anchal ki hawa

Gungunatay hove anchal ki hawa day mujh KO

Ungliyan phair kar balloon mein, sula day mujh KO


Jis terhan falto Guldan paray rahtay hain

Apnay ghar kay kisi konay say laga day mujh ko


Yaad kar k mujhe takleef hi hoti ho gi

Eik qisa hoon purana SA bhula day mujh KO


Dubtay Dubtay Awaz tere sun jaon

Akhri bar tu sahil say sada day mujh ko


Dekh mein ho gaya badnam kitabon ki terhan

Mere tasheer na kar ab tu jala day mujh ko


Roothna tera mere jaan liya jata hay

Aisay naraz na ho hans k dekhay ley mujh ko


Aur kuch bhi nahi manga meray malik tujh say

Us ki galion mein pari khak bana day mujh ko


Loog kahtay hain ka ya ishaq nugal ja ta hay

Mein bhi is ishq mein aa ya duaa day mujh ko


Yahi oqat hay mere tere jeewan mein kay mein

Koi kamzoor sa lamha hoon bhula day mujh ko.


 Naaraz hai tujse hum, aye

Naaraz hai tujse hum, aye zindagi tu bewafa hai

Seekh lai maut sai, voh jaanti hai kya wafa hai

aye maut! Gale se lagaale tu

zindagi chalna sikhati hai, to girati bhi hai tu hi

Maut ko dekh aati hai, aur saath le jaati hai, sana-e-wafa

aye maut! Gale se lagaale tu

Tu khushi deti hai par hasna sikhaye usse pehle rula deti hai

Maut ko dekh, aate hi saare gum bhula deti hai

aye maut! Gale se lagaale tu

Humdum ban saath naachti hai tu to kabhi salo nachaati hai

Maut hai mehrbaan, apni panaho me le jaati hai

aye maut! Gale se lagaale tu

jeevan bhar baat sunati rahi teri, par tune usski ek na suni

Pehli baar araz ki hai maut se, dekh baat usne meri sunli

aye maut! Gale se lagaale tu

====


 Fursat kisse hai zakhmo ko

Fursat kisse hai zakhmo ko sehlane ki

nigahain badal gayi hain apne begano ki

humsafar hi saath chor gaya mera

ab tammana nahi aashiyane banane ki.


 Na saath hai koi Na

Na saath hai koi

Na sahara hai koi

Na hum hain kisi k

Na humara hai koi

magar itna tu keh sakty hai

aapko dekh kar

k

k

k

k

Aik pyara sa saathi humara hai koi 


Badal jo waqat Gheri Rafaqat

Badal jo waqat Gheri Rafaqat badal gai

suraj dhala tu saya ki soorat badal gai

ek umar tak main uski zarorat bana raha

phir you hua k us ki zarurat badal gai


Tumhe hamari yaad kabhi to

Tumhe hamari yaad kabhi to aati hogi

dil ki dhadkan bhi shayed bhar jati hogi

kitna chaha tha humne ke saath saath rahe.

(copyright www.lovelysms.com)

yeh soch kar tumhari bhi aankh bhar aati hogi


Meri ankho me mat dekh

Meri ankho me mat dekh tuje apna bna lenge,

Na dil k kareeb aa tuje mohbat sikha denge.

Gehra hai tujse rishta itna

k khwabo me aye to teri neende chura lenge.


 kyun hume kisi ki talash

kyun hume kisi ki talash hoti hai, kion dil ko kisi ki aas hoti hai, Chand ko dekho woh hi to tahna hai, hair phir bhi uski chandini sey roshan har raat hoti hai



 kuchh na kisi say bolen

kuchh na kisi say bolen gay

tanhaey main rolen gay.

per tery bhed na kholen gay.

hum bay rahrawon ka kia

sath kisi k holen gay.


 bhul say bhi hamsay bhul

bhul say bhi hamsay bhul ho gaya tu bhul samaj kay hamay bhula mot dena,bhula dena bhul ko hamko nahi--------


Bèhte aåñsòwò ki zäban nahi

Bèhte aåñsòwò ki zäban nahi hötì, lafzöö måe möhabbat bayaan nahi höti, pyar milä hay to kadår kijiye, kismät hår kisi pär mehraban nahi höti.!


Mera taajub kuch ajab nahi

Mera taajub kuch ajab nahi hai.... Wo shakhs pehley sa ab nahi hai... Wafa ka kia gila karoon main us se..... Wo mera kab tha jo ab nahi hai.



 jeevan ko antya mirtu rahechha berthai

jeevan ko antya mirtu rahechha

berthai mahile janma liyachhu

prem ko antya bichhod rahechha

berthai mahile janma liyachhu


 ANMOOL ankhoon mein joo tehreeirn

ANMOOL ankhoon mein joo tehreeirn thee honton pay woo bhool naa thay

hum thay uss k payaar k ashiq

bus hathon mein kashkool naa thay

hum nay uss ko toot k chahaa yeah uss haq thaa

leekan woh bhi hum koo too k chahyy hum itny ANMOOL naa thay


 Aaap ki aankhein nasheeli ankhien,

Aaap ki aankhein nasheeli ankhien,

Aaap ka chera chand ka tukra,

Aaap ke muskurahat phool ka khilna,

Aaap ke hont gulab ki patiyan,

And aap khud jaise asmaan ka farishta.....


 phuul per jab kiran thhar-tharaaii wo

phuul per jab kiran thhar-tharaaii

wo nashiilii nazar yaad aaii


unki aamad ka paiGham sun kar

baRh gayaa aur dard-e-judaaii


ham kahaaN aur bazm-e-jaanaaN

unke jalvoN ne kee rahnumaaii


ek nigaaH-e-karam ki badaulat

bazm-e-dil der tak jagmagaaii


husn thaa iltifaat-e-mujassam

umr hi kar gayii be-wafaaii


raat bhar khuuN ?? sitaare

tab suhaanii sahar muskuraaii


gul-ba-daaman haiN haNsiin jalve

Wajd kar le nazar aazmaaii



 Main ne duniya ko khud

Main ne duniya ko khud se alag rakha hai ..

uss ke yaad ko har ek yaad se alag rakha hai ..

uss ne samjha hee nai mujhe pyaar k kabil ..

warna us k liay tu ek dil he alag rakha hai ..


Itna hi yaad rakhna mujy, Jaisy

Itna hi yaad rakhna mujy,

Jaisy kisi kitab main,

Beety dino k dost ka,

Ek khat para hua mily,

Lafz mity mity sahi,

Rang ura ura sa ho,

Lekin wo ajnabi na ho....





 Us shakhs se jab tak

Us shakhs se jab tak koi bat nahi hoti,

Din nahi niklta or raat nahi hoti...


Naa khafa hua kary wo usay kehna,

Bina us k mukammal meri zaat nahi hoti...




Ek ajnabi se mujhe itna

Ek ajnabi se mujhe itna payar kyon hai,

inkar karne par chahat ka iqrar kyon hai,

use pana nahi meri taqdeer shayad,

phir har mor pe usi ka intezar kyon hai.

--------------------------------------------


ABHI KUCH DAIR BAQI HAI.. KHIZAN

ABHI KUCH DAIR BAQI HAI..

KHIZAN K BEET JANAY ME

GULON K MUSKARANAY ME

KHUSHI KA GEET GANAY ME

BAHARON K ZAMANAY ME

SEHAR K JAGMAGANAY ME

TMHARAY LOT ANAY ME

ABI KUCH DAIR BAQI HAI...


MAIN TUJH KO BHOOL JAO GA

NA TUM KO YAAD AAON GA

MAIN TUJH SAY DOOR REH KER BHI

TUJHAY JEE KER DIKHAON GA

TUMHAIN MALOON HAI


LAIKIN


YEH SUB MAIN KER NA PAOON GA


KAY


TUJH KO BHOOL JANAY MAIN

ABHI KUCH DAIR BAQI HAI.......