If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages  and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Hansta Chera Aik Bhana Lagta

Hansta Chera Aik Bhana Lagta Hai

Tera chera kitna sohana lagta hai

Taray agay chand porana lagta hai

Tirchay tirchay tir nazar k lagtay hain

Sida sida dil pay nishana lagta hai

Agg kia hai pal do pal main lagti hai

Bujtay bujtay zamana lagta hai

Sach to ya hai k phool ka dil bhi chalni hai

Hansta chera aik bahana lagta hai


Ghar chorney lagey toh koi

Ghar chorney lagey toh koi yaad aaa gaya

Ansoo nikal parey toh koi yaad aa gaya

Ghar ko baananey wala toh koi matti mein so gaya

Hisey jo batt gaey toh koi yaad aa gaya


Jin k liey thukraa diya wohi

Thukraa kar chal diey toh koi yaad aa gaya


Din bhar toh ous ki yaad sey ghafil rehey magar

Jalney lagey diey toh koi yaad aa gaya


Ab ous k shehar janey ka sochey bi kis tarhaa

Jab paaoon cut gaey toh koi yaad aa gaya


Ous ne bi toh kiey thay magar nibhaey nehi

Wadey kabi kiey toh koi yaad aa gaya


Yehi Wafaa ka silaah hai,

Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi

Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi


Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi

Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se

Safeena doob raha hai, to koi baat nahi

Rakha tha aashiyana-e-dil main choopa ke tumko

Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi

Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha

Tum hi ne tor diya hai to koi baat nahi

Kise majaal kahe koi mujh ko deewana

Agar yeh tumne kaha hai to koi baat nahi


 JUB MAE YAADOON MAY KHOO

JUB MAE YAADOON MAY KHOO JATI HOON

JUB MAE SUB DUKH BHOOL SAY JATI HOON

JUB KISI KHUSHI KA MUJHAY AHSAS NAHI HOTA

JUB KUCH KEHNA CHAHTEY HOON AUR KEH NAHI PATY HOON

JUB BURDASH NAHI HO PATA HAY

AUR BAYCHAN SI HO JATI HOON

KISI PAL SAKOON NAHI ATA HAY

AUR BAT BAT PER ROTE HOON

JUB DIL TUKRAY TUKRAY HO JATA HAY

JUB DHARKAN RUK RUK JATI HAY

ZAKHUM KA DARD NAHI SAEH PATI HOON

JUB LUFZOON MAY BAT NAHI KEH PATI HOON

MAE CHUP CHUP SE HO JATI HOON

AUR KUCH BOAL HE NAHI PATI HOON

MERI RAAZDAN, MERI SAHALIAN, MERI TANHAI'AN

SAATH MERA BUS DAYTI HAIN

HAN

TANHAI'AN BOLTI HAIN

TANHAI'AN BOLTI HAIN


Meri ankhon ke samandar mein

Meri ankhon ke samandar mein jalan kaisi hai...

aaj phir dil ko tarapne ki lagan kaisi hai...

ab kisi chhat pe charagon ki qatarein bhi nahin...

ab tere shehar ki galiyon mein ghutan kaisi hai...


baraf ke roop mein dhal jayeinge saare rishtey...

mujh se poochho muhabbat ki agan kaisi hai...


mein tere wisal ki khuwahish ko na marne doonga...

mausam-e-hijar ke lehje mein thakan kaisi hai...


regzaron mein jo banti rahi kaanton ki rida...

us ki majboor si aankhon mein kiran kaisi hai...


Mujhe Masoom si Pagal Larki Pay Taras ata hai

usey dekho to muhabbat mein magan kaisi hai...


MERE QAREEEB TOayo bohat udas

MERE QAREEEB TOayo bohat udas hoon mai,,bs aj toot k chaho bohat udas hoo mai,,kisi bhe jhoote dilase se dil ko behlayo koi kahani sunao bohat udas hoo mai,,suna hai pe\rem nagar mai khushi bhe milti hai...mjhe yaqeen dilao bohat udas hoo maiy...ye sham unhi guzar jaye gi dabe payooo...ym mjh me sama jayo bohat udas hoon mai....


Dil chahe unhe dekhna, To

Dil chahe unhe dekhna,

To aankhon ka kya kasoor,

Har pal mehsoos ho unki khushboo,

To saansoo ka kya kasoor.


Unke chehre par iss kadar

Unke chehre par iss kadar noor hai,

Unki yaad me roona bhi majboori hai,

Be-wafa bhi nahi keh sakte unhe,

Pyaar to hum ne kiya tha wo to be-kasoor hai.


Dil todna humari aadat nahi,

Dil todna humari aadat nahi,

Dil hum kissi ka dukhate nahi,

Bharosa rakhna humari wafaon pe,

Dil me basa ke hum kissi ko bhulate nahi.


Kya kahu kuch kaha nahi

Kya kahu kuch kaha nahi jaata,

Dard mitha hai par saha nahi jaata,

Mohabbat ho gayi hai iss kadar aap se,

Bin yaad kiye aap ko raha nahi jaata.


Aaj bhi unki nazar me

Aaj bhi unki nazar me raaz wahi tha,

Kaise unhe be-wafa keh doon,

Aaj bhi unke dekhne ka andaaz wahi tha.


Pyaar ke ujaale me gum

Pyaar ke ujaale me gum ka andhera kyun aata hai,

Jisse hum chahte hai wahi hume kyun rulaata hai,

Agar wo mera nasib nahi to puchta hoon uss khuda se,

Aise logon se kyun milaata hai.


Paane se khone ka mazaa

Paane se khone ka mazaa kuch aur hai,

Band aankhon me rone ka mazaa kuch aur hai,

Aansoo bane lafz aur lafz gazal,

Aur uss gazal me aap ke hone ka mazaa kuch aur hai.


Naino me basey ho aap

Naino me basey ho aap humari,

Apna pyaar yuhi aabaad rakhna,

Mujhe to aadat hai aap ko yaad karne ki,

Agar hichkiyaan aati rahe to maaf karna.


Palkon se raaste ke kaante

Palkon se raaste ke kaante hata denge,

Phool to kya hum dil bicha denge,

Tootne naa denge iss pyaar ko kabhi,

Badle me hum khud ko mita denge.


Jab raat ki nagin dasti

Jab raat ki nagin dasti ha,

Nas nas me zeher utrta ha,

Jab chand ki kirnein tezi se

Is dil ko cheer ke aati hain,

Jab aankh ke andher he aansuo

Zanjiron me bandh jate hain,

Sab jazbon pe chha jati ho,

Tab yaad bohot tum aati ho,


koi ehd bhi os ko

koi ehd bhi os ko yaad nahi,koi baat bhi os ko yaad nahi, eik shakhs nay os ko chaha thaa woh shakhs bhi os ko yaad nahi, jab subhu bijili chamki thee aor badal toot k barsa thaa, hum donoon jis main bheegay thay, barna bhi os ko yaad nahi,


Wo pyari nigah sada yaad

Wo pyari nigah sada yaad rahe ge,

Mil kr na milne ke ada yaad rahe ge,

Mumkin ha mere baad wo mujhe bhula dein,

Lakin umer bhar un ko meri wafa yaad rahe ge,


Mera lafz lafz dua dua,

Mera lafz lafz dua dua, Mere aansuon se dhula hua,

tujhay zindagi ke wo sehar miley, tujhay muhabaton ka safar miley,

Tujhay dard-o-gam na kabhi choo sakay,

ye dua hai koi gila nahe,

tujhay zindagi main wo sakoon milay,

jo kisi ko kabhi mila nahe !!!!!!!


Hai Jazab marey Jism main

Hai Jazab marey Jism main Ik Rat ki Khushbu,

Wo un se mulakat ke Lamhat ki Kushbu,

Chalakti hai Surkhi Kis rukh ki mery rukh se,

Aati hai mery Hath se ye kis Hath ki Kushbu..?


Kabhi ham pay woh jan

Kabhi ham pay woh jan dia kartay thay...

Jo ham kehtay thay woh maan lia kartay thay...

Ajj pass sai anjaan ban kar guzar gay...

Jo dooor sai hi pehchan lia kartay thay...!


Tumhara ishq tumhari wafa hi

Tumhara ishq tumhari wafa hi kafi ha,

Tamam umar ye aasra hi kafi ha,

Kabhi jo milo hum se to milke muskura dena,

Khushi ke wastey ye silsila hi kafi ha,

Mujhe bahar ke mausam se kuch nahe lena,

Tumhare pyar ki rangeen fiza hi kafi ha,

Tumhara ishq tumhari wafa hi kafi ha,


maray tum khwab jasy ho,haseen

maray tum khwab jasy ho,haseen mahtab jasy ho.

tumhe hum gungunaty hain,mashur tum raag jasy ho.

byan jin ko na kar payin,tum un jazbat jasy ho.

jineh hum jheel jaty hain,tum un hallat jasy ho.

hum jis k sath rathy hain,trapti tum raat jasy ho.

bicharna tum say mushkil ha,mari tum zaat jasy ho.


Ham nazuk nazuk Dil walay"

Ham nazuk nazuk Dil walay" Kabhi hanstay hain kabhi rotay hain -- Kabhi dil me khwab pirotay hain Kabhi mehfil mehfil phirtay hain Kabhi zaat me tanha hotay hain Kabhi chup ki muhar sajatay hain Kabhi geet labon per hotay hain Kabhi sab ka dil behlatay hain


Agar tum janna chahati ho

Agar tum janna chahati ho kay me tumse kitna pyar karta hoon to barish kay qatron ko haath ki mutthi me jama karo. Jitne jama kar sako utna tum Pyar karti ho, aur jitne mutthi me na aah sake utna me pyar karta hoon


Wada hai Mera Janaa!!, Tera

Wada hai Mera Janaa!!, Tera saath nibhaooga

Chahe parey Marjana, Tera saath nibhaooga


Haathon mai Haath lye Ae Hamdam-e-Dereena!

Ban ker Tera Pawana, Tera saath nibhaooga


Ruswai to hoti hai Ishq-o-Mohabbat mai lekin

Na ker Khauf, Hoon Tera Deewana, Tera saath nibhaooga


Baton hi Baton mai, Shairon ki Soorat mai

Inta hai batlana, Tera saath nibhaooga


Ishq Mera Sadiq hai, kardoonga yeh Saabit

Ban k Mai Parwana, Tera saath nibhaooga


Qaul-o-Qarar Mere jhootey hargiz nahi, Meri Janaa!!

Tum ko hai ye Samjaha, Tera saath nibhaooga


Tere Naam ka Dunya Ae Shayar 'SaaMer' Jee

Seh loonga her Ta'ana, Tera saath nibhaooga


Waqt itraayega hum bikhar jaayege,

Waqt itraayega hum bikhar jaayege,

Kaun jaane hum kidhar jaayege,

Hum to aap ki parchayi hai,

Jahan tanhayi milli waha hum nazar aayege.


Anjaane me dil gawa baithe,

Anjaane me dil gawa baithe,

Pyaar me ye kaisa dhokha kha baithe,

Unn se kya gila kare bhool humari hi thi,

Jo bina dil waalon se dil laga baithe.


hum ko dil nay nahi

hum ko dil nay nahi haalaat nay nay nazdeek kia ...

dhoop main door say har shakhs shajr lagta hai ...

jis pay chaltay huay socha tha kay lot aaon ga...

ab woh rasta bhi mujhay shahar badar lagta hai..


Dil bhi unhi ko diya

Dil bhi unhi ko diya tha,

Unhe pyaar tha kissi aur se,

Dhokha sirf hum ko mila.


Roone de aaj tu hum

Roone de aaj tu hum ko tu aankh sujaane de,

Baahon me le-le aur khud ko bhig jaane de,

Hai jo seene me kaid dariya wo chut jaayege,

Hai itna dard ke tera daman bhig jaayega.


Sapne ki tarah tujhe saja

Sapne ki tarah tujhe saja ke rakhu,

Chandini raat ki nazroon se chupa ke rakhu,

Meri taqdir mere saath nahi,

Warna zindagi bhar tujhe apna bana ke rakhu.


masoom chera nigahien farebi, labon

masoom chera nigahien farebi, labon pe hansi or dil meinm dagha hai

nazar mien basa k nazar pher lena yeh kesi mohabbat hai yeh kesi wafa hai...?


Khamoshi aap ki hum se

Khamoshi aap ki hum se baat karti hai,

Humari har aah ka dard samajhti hai,

Pata hai majboor ho aap,

Lekin aankhe aap ke deedar ko tarasti hai.


Aankhe oonchi hui to dua

Aankhe oonchi hui to dua ban gayi,

Aankhe nichi hui to haya ban gayi,

Jab jhuk ke oothi to khata ban gayi,

Aur ooth kar jukhi to adaa ban gayi.


Tere pyaar me wo kar

Tere pyaar me wo kar ke dikhau,

Marne ko keh do to marr ke dikhau,

Phir se janam le ke iss duniya me aayu,

Tamanna phir bhi yahi hogi tujh ko hi paaun.


Khamoshi aap ki hum se

Khamoshi aap ki hum se baat karti hai,

Humari har aah ka dard samajhti hai,

Pata hai majboor ho aap,

Lekin aankhe aap ke deedar ko tarasti hai.


Aankhe oonchi hui to dua

Aankhe oonchi hui to dua ban gayi,

Aankhe nichi hui to haya ban gayi,

Jab jhuk ke oothi to khata ban gayi,

Aur ooth kar jukhi to adaa ban gayi.


Tere pyaar me wo kar

Tere pyaar me wo kar ke dikhau,

Marne ko keh do to marr ke dikhau,

Phir se janam le ke iss duniya me aayu,

Tamanna phir bhi yahi hogi tujh ko hi paaun.


Hum aapki nazron se door

Hum aapki nazron se door hai,

Aankhon se nahi,

Khawabon se dur hai,

Khayalo se nahi,

Dil se dur hai,

Dhadkhan se nahi,

Aap se dur hai,

Aapki yaadon se nahi..


Kaisa ajeeb zamana hai, Kaun

Kaisa ajeeb zamana hai,

Kaun samjha kiss ne jaana hai,

Kaash wo hum se juda naa hoote,

Jinke liye ye dil aaj bhi deewaana hai.


PiyaR Se Tab TaK PiyaR

PiyaR Se Tab TaK PiyaR Na KaRo..

Jab Tak PiyaR App sey PiyaR Na Karey

OuR JAb APp sey PiyaaR KArey,

TOhh!!! PiyaR seY Itna PiYaR KAro,

Key!! PiyaaR Kisi ouR PiYaaR Sey PiyaR na Karey.